Search This Blog

Thursday 5 April 2018

What After study / पढाई के बाद क्या ?

What After study  / पढाई के बाद क्या 

Myvoiceloud

Board exam ke samay bahut tension rahati he aur achche marks ka pressure bhi rahata he par exam khatm ho jane ke bad kuch din tak to thik he par bad me free rahane par bahut sare student ko samajh nahi aata ki kya karana chahiye yadi aapaki bhi yahi samasya he to ye post aapake liye hi he .
Kya kare ?
Exam over ho jane ke bad sabase pahale to kuch dino tak to relax mood me rahana chahiye evam exam ki tension ,exam ka pressure ,exitem excitement aadi ko chodakar chinta mukt ho jana chahiye taki aage near future me agala kam kiya ja sake aur aage ki teyari ki ja sake 

Take a break - ek achchhi teyari aur exam complet ho jane ke bad bahut thode samay ke liye hi sahi ek chota sa break le lena chahiye
Myvoiceloud

Bath tharepy - aapaka mood relax karane ke liye nahana ya bath tharepy lena bhi ek achchha sujhav he

Khushi swayam se
Kahi ghum aave
Ghumana na firana wo bhi kuch samay relax rahane ke liye kyonki exam pressure ke bad mind relaxated hona chahiye  jisame aap chahe to pedal bhi ghumane tahalane ya waking pe ja sakate he ya kahi traveling par bhi ja sakate he agar pasand ho to hill station bhi ja sakate he taki good feeling aa sake 

Hobbies ko pura kare - study aur exam ke dauran hum apane shouk pure nahi kar pate jese games khelana musical instruments playing aadi in hobbies ko injoy kar  sakate he

Learning activities increase kare kuch naya sikhe isase aapaki rachnatmakta badhegi aur aap aur adhik competitive banege

Khushi swayam se

 Kya na kare 

Myvoiceloud



Hame vese to sab kuch krana chahiye par vishesh rupse apni sehat ka dhyan rakhana jaruri he jisame junk food , fast food , tala gala aadi chigen ko avoid karana chahiye tatha jisase hamare tan man par viprit evam bura prabhav pade vo chijen nahi karani chahiye

Pura sum up kar ke kahu to after study kuch samay full to enjoyment karana chahiye jisake bad jo hobbies he unko pura karane ke bare me process karake future me aane wali chijon ki teyari karake apane goal ko achieve karane ke liye targets set karana chahiye .

No comments:

Post a Comment