Search This Blog

Sunday 8 April 2018

Turmeric / हल्दी kitani gunakari

Turmeric हल्दी gunakari 



Myvoiceloud

Hey  , doston aap sabhi ne haldi ke bare me to avashya hi suna ya padha hoga aur kabhi na kabhi to upyog kiya hi hoga ayege janate he ki haldikitani gunkari  he 
Me yaha koi technical details nahi  he kewal samanya bate hi bata rAha hu jo aapake liye hihe

Haldi samanyataya do form me hoti he kachchi haldi aur sukhi haldi dono ke apane apane upyog evam mahtva he hum sabji me adhiktar masale ke rup me sukhi pisi haldi powder ka hi prayog karate he jabaki kachchi haldi ko sa cough cold tonsillitis aadi could se related diseases me upyog karake achchha swasthya labh prapt kar sakate he 
Myvoiceloud

Haldi ke gun 

  1. Antibiotics ke rup me karya karati he 
Cough cold wali bimariyon me roganuo se ladane me vishesh rup se prabhavi hoti he 

2.Antifungal ki tarah
Fungal jo adhiktar winter me diseases dilaati he ko bhi haldi se dur kiya ja sakata he fungal me jyadatar lungs ki diseases aati he
3.Antivirus properties
Haldi me antivirus properties bhi hoti he jese cough cold fever se protection aadi 

In sabake alawa haldi ghav bharane me bhi atyant useful he isame bahari chinta ke sath internal healing bhi shamil he yani aantrik dard sujan ko bhi haldi kam karti he tatha bahari chont sujan ko bhi kam karati he.

In sabake alawa ek bahut hi mahattvapoorn tatva jise curcumin kahate he paya jata he joki cancer cells ko nast karata he evam cancer jesi ganbhir bimari se ladane me madad karata he atah hame avashya hi haldi ka sevan karana chahiye 


~ upyog karane ke tarike -
Haldi powder ko dudh ke sath aur pani ke sath bhi liya ja sakata he
Choti adha chammach dudh ke sath rat ko sone se pahale lene par achchha labh milata he

Haldi hamare prachin shastron tatha ayurvedic granthon me aushadhi ke rup me varnit he ise maharshi vagbhatta ne apani pustak astanga hradayam me bhi aushadhi ke rup me pradarshit kiya he evam prachin dadi ke tatha gharelu nuskho me dudh tatha pani aadi ke santh ghav bharane ,cough cold dur karane me atyant upyogi he 

*Upyog karane se pahale chikitsakiy paramarsh le.

No comments:

Post a Comment