Search This Blog

Tuesday 24 April 2018

5tarike Tanav se mukti/free from stress

Tanav se mukti/ free from stress

 5 tarike

Myvoiceloud


Aajkal samaj me jitani bhi bimariyan vyapt he un sabame stress (tanav) ka nam bhi pramukhata se shamil hota he aur isaki vajah se kai tarah ki bimariya hoti he kai sari bimariyon ki jad ka ek matra karan stress hi he aaj hum isako dur kese kare is bat par vistar se charcha karenge ki tanav ko kese dur kiya jaye ise apane man se kese hataya jaye .

Tanav he kya?

Yadi stress free hona he to sabase main bat to ye ki aakhir tanav he kya ye aata kaha se he aur kyon adhikansh log isaki zad me he 

Kai bar ham logon ko kahate hue sunate he ki mughe bahut tension he me bahut tension me hu aadi baten suni hogi

Tension dimag ki esi avastha he jisame ham kisi bat vakya koi ghatana ya koi paristhiti aadi ko lekar sochate rahate he kai bar bahar se hame pratit nahi hota but hamara nind satat un chigon bato ghatana ko bar bar repeat karata rahata he jisase hame mansik aaram nahi mil pata ya kahe mind relaxated nahi hitahusi karan stress me adhiktar sir dard jesi kai bimariyon ke rup me hame sharir alert karata he taki ham use durust kar sake aur stress se nizat pa sake
Stress dur karane ke tarike

Myvoiceloud

1.Be positive
Kisi bat,ghatana,samsya,vivad kisi bhi problem me apani soch ke ghode ki disha positive hi rakhe isase stress se ubharane me bahut help milati he 

2.samsya ki jad ko pahchane
Jab kabhi koi bimar hota he to doctor use kuch test karane ko kahate he aur fir aage ke medicine dete he isaka matalab yahi he ki kisi bhi problem ka hal tabhi sambhav he jab usaki jad tak pahucha jaye ya samsya kis karan hue he use jana jaye tabhi nivaran ho sakata he 
3.Anya vikalp bhi talashe
Aap student he ,farmer he , business men he ya koi bhi professional ho hamesha kisi karya ki antim parinati hone tak ekvanya vikalp bhi teyar hona chahiye jisase hame purna nirasha nahi hogivaurhstress bhi kam hi hoga 

4.Habitual bano 
Yadi aapaki koi habit he jese swimming ,football , cricket, book reading etc koi bhi shok he to unhe karo nishit rup se stress se ubharane me madad milegi aur aap pahale se better feel karege 

5.prakrati se judav
Stress dur karane ka yah bhi ek nayab tarika he kam ka adhik pressure ya fursat nahi mile to chutti lekar ya samay nikalkar kahi ghum aao ya kisi natural jagah ya hill station kahi bhi ek do din ya jitana bhi ho sake gujaro isase aapko aatmik shanti mahsus hogi aap relaxated feel karege aur stress dur hoga .
Also like
Dar ko bhagaye

Is hetu bhagvat gita me bhi likha he ki karma karate raho fal ki ichcha mat rakho
Yahi safalta ka mool mantra he aur stress ko bhi dur karane ka upay
Aash karata hu aapako ye post pasand aayegi aap hame comment karake bata sakate he aur  myvoiceloud@gmail.com par bhi mail kar sakate he .

No comments:

Post a Comment